Hindi Lyrics > Jal - Boondh (A Drop of Jal) > Kya Se Kya Bana Diya

 

jal - boondh (a drop of jal) Following is the lyrics of 'Kya Se Kya Bana Diya' song from hindi movie 'Jal - Boondh (A Drop of Jal)'.

 

Song
: Kya Se Kya Bana Diya
Movie
: Jal - Boondh (A Drop of Jal)
Singer(s)
: Jal-Pakistani Band
Music By
: Jal-Pakistani Band

Kya Se Kya Bana Diya Lyrics from Jal - Boondh (A Drop of Jal)



 Kya se kya bana diya ehsaas?? hai woh
 Farishta tha main shaitaan bana diya
 
 Ik khwaaish meri bhi toh, ghum saare le lo khushi abb mujhe do
 Teri kabhi na maine maani, in naimaton ki kadar na jaani
 Maanake chalane waale bahot the, phir kyun insaan bana diya
 ?? ?? kaaynaat kyun yeh jahaan bana diya
 
 Har baar socha ki kar jaayunga, socha nahin tha ki mar jaayunga
 Aakhiri  saans tak ladta raha main, jaane yeh kya karta raha main
 Abb jab kuchh bhi nahin raha hai, mujhko kyun usaka ghum huwa hai
 Izzat yeh soharat yeh paisa mera, sab kuchh iss duniya mein hi toh raha hai
 
 Kya se kya bana diya ehsaas?? hai woh
 Farishta tha main shaitaan bana diya

Other 'Jal - Boondh (A Drop of Jal)' Songs:
1: Maahia Le Le Dard Saare
2: Morey Morey Piya
3: Paayal Ka Shor Machaake
4: Woh Raatein
5: Sajni Paas Bulaao Na
6: Yeh Mera Pakistan
7: Kya Se Kya Bana Diya
8: Hamein Itna Pyaar Na Karo
9: Chup Chup Ho Tum Gumsum Khade
10: Chalte Chalte Phir Kaha Aa Gaye


Hindi Lyrics By Movie Title

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z