Hindi Lyrics > Jal - Boondh (A Drop of Jal) > Hamein Itna Pyaar Na Karo

 

jal - boondh (a drop of jal) Following is the lyrics of 'Hamein Itna Pyaar Na Karo' song from hindi movie 'Jal - Boondh (A Drop of Jal)'.

 

Song
: Hamein Itna Pyaar Na Karo
Movie
: Jal - Boondh (A Drop of Jal)
Singer(s)
: Jal-Pakistani Band
Music By
: Jal-Pakistani Band
Translation
: Available

Hamein Itna Pyaar Na Karo Lyrics from Jal - Boondh (A Drop of Jal)



 Hamein itna pyaar na karo ke hum mar jaayein
 Hamein itna tanha na karo ke jina paayein
 
 Koyi dil ka karaar jaane na
 Koyi mann ki yeh baat bataayein na
 Koyi aankhon hi aankhon mein keh de yeh baat
 Chal chalein uss paar jahaan koyi na ho
 Sab khushiyaan ho paas aur sitam na ho
 Aur sitaaron se karte rahein hum baat
 Kya yahin hai khata pyaar maine kiya
 Abb yun sataao mere piya
 Tu hi mera dildaar, tu hi dil ka karaar
 Nahin iss baat se mujhe koyi inkaar
 Kabhi kabhi tum yaad aate ho, toh dil bhar aayein
 Yeh kaisa hai khumaar jo kam na ho aur badhata jaaye
 
 Dekha hai har mausam teri aankhon mein
 Beeta hai har lamha teri saanson mein
 Yeh saansein toh teri amaanat hai
 Kuchh ajab hai yeh haal mere sine mein abb sur hai aur taal
 Yeh jeevan hai, bas issi jeevan se hai mujhe thoda hai pyaar
 Teri aahat hai sarsaraahat hai, kuchh aur nahin yeh chaahat hai
 Naino se naino ko takake ??, tumhein aankhein churaane ki aadat hai
 Humein itna pyaar na karo ke hum mar jaayein
 Hamein itna tanha na karo ke jina paayein
 Humein itna pyaar na karo ke hum mar jaayein

Other 'Jal - Boondh (A Drop of Jal)' Songs:
1: Maahia Le Le Dard Saare
2: Morey Morey Piya
3: Paayal Ka Shor Machaake
4: Woh Raatein
5: Sajni Paas Bulaao Na
6: Yeh Mera Pakistan
7: Kya Se Kya Bana Diya
8: Hamein Itna Pyaar Na Karo
9: Chup Chup Ho Tum Gumsum Khade
10: Chalte Chalte Phir Kaha Aa Gaye


Hindi Lyrics By Movie Title

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z