Fakeera Ghar Aaja Song Lyrics
Tujhko yaad hai bata
Bhooli bisri woh jagah
Usme lipti woh subaha
Uss ek aangan ko bana
Tu zameen aur aasmaan
Phirta kyun hai yun tanha
Doori jo darmiyaan hai
Tujhme aur aashiyaan mein
Kar de kam faasale tu...
Dastak tu de yahaan pe
Sunte hai dar wahan pe
Kar de kam faasle zara
Oho..
Tu chhod zidd ko
Fakeera ghar aaja
Fakeera ghar aaja
Fakeera ghar aaja
Ho..
Ajnabi shehron ki tu
Kyun baahon mein soye
Yun ginta sitare
Majdhaar ki hai aadat
Paas mein hi the hamesha kinare
Tune dil pe tha likha
Tere ghar ka pataa
Seedhe aksharon mein yun
Kyun akela iss tarah
Baandhe moh ki doriyan
Udta dil ka patanga
Doori jo darmiyaan hai
Tujhme aur aashiyaan mein
Kar de kam faasale tu...
Dastak tu de yahaan pe
Sunte hai dar wahan pe
Kar de kam faasle zara
O o...
Tu chhod zidd ko (O..)
Fakeera ghar aaja
Fakeera ghar aaja
Fakeera ghar aaja
Fakeera ghar aaja!
Song Name | Fakeera Ghar Aaja lyrics |
Singer's | Jubin Nautiyal#Sameer Uddin#Anvita Dutt |
Movie Name | Junglee |
Cast | Vidyut Jammwal, Pooja Sawant, Asha Bhat, Atul Kulkarni, Akshay Oberoi |
Which movie the "Fakeera Ghar Aaja" song is from?
The song " Fakeera Ghar Aaja" is from the movie Junglee.
Who written the lyrics of "Fakeera Ghar Aaja" song?
Sameer Uddin written the lyrics of " Fakeera Ghar Aaja".
singer of "Fakeera Ghar Aaja" song?
Jubin Nautiyal#Sameer Uddin#Anvita Dutt has sung the song " Fakeera Ghar Aaja"