Hindi Lyrics > Yun Hota Toh Kya Hota > Yun Hota Toh Kya Hota

 

yun hota toh kya hota Following is the lyrics of 'Yun Hota Toh Kya Hota' song from hindi movie 'Yun Hota Toh Kya Hota'.

 

Song
: Yun Hota Toh Kya Hota
Movie
: Yun Hota Toh Kya Hota
Singer(s)
: Kunal Ganjawala, Shreya Ghoshal
Music By
: Viju Shah
Lyricist(s)
: Sameer

Yun Hota Toh Kya Hota Lyrics from Yun Hota Toh Kya Hota



 Ho ho o ho ho ho - 4
 
 Ehsas me duba duba aawarapan
 Pagal pagal hai jism-o-jaan jism-o-jaan jism-o-jaan
 Betabiya kahe yahi nazar ne kiya
 Duri jo na hoti darmiya darmiya darmiya
 Yu hota to kya hota - 3
 
 Maine tumhe chaha badi arman se
 Tumhe dekha har pal pyar se pyar se pyar se
 Mere hamnawa maine tumhe dil de diya
 Kabhi tum bhi kehte yaar se yaar se yaar se
 Yu hota to kya hota - 3
 
 Yaad aa gaye ek ek woh sare pal
 Jinhe hamne guzara sath me sath me sath me
 Dobara ho yaha agar milte nahi
 Chubhti aahe jasbaat me raat me raat me raat me
 Yu hota to kya hota - 4
 
 Hota nahi mere tan mann tera intezar
 Kat ti nahi tanha zindgi zindgi zindgi
 Tum samne mere agar rahte sada
 Na hoti jaha ki bebasi bebasi bebasi
 Yu hota to kya hota - 4
 
 Tufan sa abhi yaha jo aaya tha
 Barbadi ka jo saya tha saya tha saya tha
 Uss mauj me ham bhe beh jate to
 Farman jo maut ka laya tha laya tha laya tha
 Yu hota to kya hota - 4


Other 'Yun Hota Toh Kya Hota' Songs:
1: Ek Baar Jana America
2: Mann Ke Darpan Me
3: Yun Hota Toh Kya Hota


Hindi Lyrics By Movie Title

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z