Hindi Lyrics > Do Hawaldar > Tumhare Bin Gujare Hain

 

do hawaldar Following is the lyrics of 'Tumhare Bin Gujare Hain' song from hindi movie 'Do Hawaldar'.

 

Song
: Tumhare Bin Gujare Hain
Movie
: Do Hawaldar
Singer(s)
: Kishore Kumar

Tumhare Bin Gujare Hain Lyrics from Do Hawaldar



 Tumhare bin gujare hain, kayee din abb naa gujarenge - (2)
 Jo dil me aa gayee hai, aaj ham woh kar hee gujarenge
 Khabar kya thee ke apne bhee, sitare aise bigadenge - (2)
 Ke jo puja ke kabil hai, voh milo rang badalenge
 Tumhare bin gujare hai, kayee din abb naa gujarenge
 
 Thumhare ek naa manenge, karenge aaj manmanee
 Bahut tarasaya hai tumne, nahee abb aur tarasenge
 Sataya tho nahee karate, kabhee kismat ke maro ko
 Kisikee jan jayegee, kisike arman nikalenge
 Tumhare bin gujare hain, kayee din abb naa gujarenge
 Jo dil me aa gayee hai, aaj ham woh kar hee gujarenge
 Tumhare bin gujare hain, kayee din abb naa gujarenge
 
 Manaya tumko kitnee bar, lekin tum nahee mane
 Tho abb majbur hokar ham, shararat par bhee uthrenge
 Hakikat kya hai yeh pehele, bata dete tho achchha tha
 Khud apne jal sey hee ham, naa janey kaise nikalenge
 Tumhare bin gujare hain, kayee din abb naa gujarenge
 Jo dil me aa gayee hai, aaj ham woh kar hee gujarenge
 Tumhare bin gujare hain, kayee din abb naa gujarenge
 
 Kayee din bad phir yeh saj yeh singar paya hai
 Nahee malum tha ke aap yu inkar kardenge
 Tumhe kaise bataye kya, hamare sath gujari hai
 Tumhare khwab tutenge, agar sach bat kehdenge
 (Tumhare bin gujare hain, kayee din abb naa gujarenge
 Jo dil me aa gayee hai, aaj ham woh kar hee gujarenge) - (2)
 Tumhare bin gujare hain, kayee din abb naa gujarenge


Other 'Do Hawaldar' Songs:
1: Tumhare Bin Gujare Hain


Hindi Lyrics By Movie Title

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z