Hindi Lyrics > Bahut Din Huye > Too Kaha Gayi Amma, Bachapan Mera Rota Hai

 

bahut din huye Following is the lyrics of 'Too Kaha Gayi Amma, Bachapan Mera Rota Hai' song from hindi movie 'Bahut Din Huye'.

 

Song
: Too Kaha Gayi Amma, Bachapan Mera Rota Hai
Movie
: Bahut Din Huye
Singer(s)
: Lata Mangeshkar
Music By
: B. S. Kalla
Lyricist(s)
: Indra Chandra

Too Kaha Gayi Amma, Bachapan Mera Rota Hai Lyrics from Bahut Din Huye



 Amma, amma, too kaha gayi amma, bachapan mera rota hai - (2)
 
 Mere lal kaha hai too -2, kyun bichhad gaya mujhse
 Meree god tadapati hai -2, man mera rota hai
 Bhagwan bhi sota hai
 
 Amma, amma, too kaha gayi amma, bachapan mera rota hai
 
 Bhagwan ne dooniya ke dukh dard hame bante
 Naino me bhare aansu aur panvo me kante
 Meree ujadi huyi bagiya, meree dard bhari dooniya
 Hamne naa kabhi dekha sukh kaisa hota hai
 Amma, amma, too kaha gayi amma, bachapan mera rota hai
 Amma, amma
 
 Part 2
 
 Amma, amma, mai kisko kahun amma, mujhe kaun kahe bitiya - (2)
 
 Mai bharane lagi gagri -2, mere nayna bhar aaye
 Mai ruthu toh kisase -3, hai kaun jo mujhe manaye
 Roti hai teree muniya
 Amma, amma, mai kisko kahun amma, mujhe kaun kahe bitiya
 
 Naa mare kisi ki maa, bachapan ke jamane me - (2)
 Kyun janam diya janani -2, jo chhod ke jana tha
 Itna toh batana tha, kyun ro de ?? meree dooniya
 Amma, amma..........

Other 'Bahut Din Huye' Songs:
1: Bahut Dinan Ki Baat Suno Ji Raama
2: Hil-mil Puujiye Naag-devata
3: Too Kaha Gayi Amma, Bachapan Mera Rota Hai
4: Chanda Chamke Nil Gagan Me
5: Gajananam Bhut Ganaadi Sevitam
6: Maharaja Amar Rahe, Amar Rahe Maharani
7: Maharani Huyi Hain Jachcharani
8: Mai Hu Rup Ki Rani
9: Narangi Le Lo Ji Koyi Narangi Le Lo
10: Aa Rangmahal Me Basant Chhaya
11: Saiya Tere Prem Ki Divani Ban Aayi Hu
12: Swagat Rajkumar Tumhara Swagat Rajkumar
13: Kyun Chameli Khil-khilati Hai Bata
14: Woh Chala Akela Nirjan Ban Me


Hindi Lyrics By Movie Title

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z