Hindi Lyrics > Kabhi Aaisa Lagta Hain > Teri Yaad Jab Aati Hain

 

kabhi aaisa lagta hain Following is the lyrics of 'Teri Yaad Jab Aati Hain' song from hindi movie 'Kabhi Aaisa Lagta Hain'.

 

Song
: Teri Yaad Jab Aati Hain
Movie
: Kabhi Aaisa Lagta Hain
Singer(s)
: Lucky Ali

Teri Yaad Jab Aati Hain Lyrics from Kabhi Aaisa Lagta Hain



 Teri yaad jab aati hai 
 Meri aankh bhar jaati hai
 Hum to bichhde u mil mil ke
 Khwab tooten hain is dil ke
 Yehi gum mujhe sataayega
 Phir tu laut ke na aayega
 Phir bhi tere aane ka intezar karta hoon
 Pyar sirf tumse ,  pyar sirf tumse yaar karta hoon
 Maine vaada to nibhaya tha
 Socha kabhi naa sataya tha
 Phir bhi jaane anjaane mein kahin
 Tera dil to naa dukhaya tha
 Kaisa dastoor hai jaana
 Sab kuch jaan ke hai sab sehna
 Yaar tujhpe main ye jaan nisaar karta hoon
 Pyar sirf tumse, pyar sirf tumse yaar karta hoon
 Sunle sadaa…… (3)
 Sunle….. sunle …….sunle sadaa……. sunle….
 Teri sehmi sehmi baton mein
 Khoya chand mulaqaton mein
 Aaye nazar vo saare makaam
 Tera pata yaad rehna naam
 Ye dil tujhe na bhulaayega
 Kya tu phir se laut aayega
 Main to khud ko bakaraar baar baar karta hoon
 Pyar sirf tumse , pyar sirf tumse yaar karta hoon
 Pyar sirf tumse , pyar sirf tumse….
 
 Posted by : sakhawat hussain


Other 'Kabhi Aaisa Lagta Hain' Songs:
1: Teri Yaad Jab Aati Hain
2: Ek Pal Me Hai Jindagee, Ek Pal Me Nahee
3: Jabse Milee Tumse Meree Pehlee Pehlee Najar
4: Kabhee Aisa Lagata Hai, Dil Me Ik Raj
5: Tanhayee Me Basee Hai Jindagee


Hindi Lyrics By Movie Title

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z