Hindi Lyrics > Dushman (1998) > Pyaar Ko Ho Jaane Do

 

dushman (1998) Following is the lyrics of 'Pyaar Ko Ho Jaane Do' song from hindi movie 'Dushman (1998)'.

 

Song
: Pyaar Ko Ho Jaane Do
Movie
: Dushman (1998)
Singer(s)
: Kumar Sanu, Lata Mangeshkar
Music By
: Uttam Singh
Lyricist(s)
: Anand Bakshi

Pyaar Ko Ho Jaane Do Lyrics from Dushman (1998)



 (Pyaar ko ho jaane do, pyaar mein kho jaane do
 Aitbaar kisaka hai, intjaar kiska hai
 Abhi na huwa toh phir kabhi nahi kabhi nahi) - (2)
 Pyaar ko ho jaane do, pyaar mein kho jaane do
 
 Pyaar ke bich min hum nahi aayenge
 Jis taraf le chala dil chale jaayenge
 Chain sa gaya yuun laga dil gaya
 Abhi na gaya toh phir kabhi nahi kabhi nahi
 Pyaar ko ho jaane do, pyaar mein kho jaane do
 Aitbaar kisaka hai, intjaar kiska hai
 Abhi na huwa toh phir kabhi nahi kabhi nahi
 Pyaar ko ho jaane do, pyaar mein kho jaane do
 
 Mujhako aankhon se dil mein utar jaane do
 Kuchh bigad jaane do kuchh sawar jaane do
 Ik bahaana bane ik fasaana bane
 Abhi na bana toh phir kabhi nahi kabhi nahi
 Pyaar ko ho jaane do, pyaar mein kho jaane do
 Aitbaar kisaka hai, intjaar kiska hai
 Abhi na huwa toh phir kabhi nahi kabhi nahi
 Pyaar ko ho jaane do
 
 Aajkal phir kabhi phir kabhi baad mein
 Baat reh jaayegi yaad hi yaad mein
 Ho jo nahi hai kahaan jo nahi hai kiya
 Abhi na kiya toh phir kabhi nahi kabhi nahi
 La la la la.... hmm hmm hmm.... la la la la....
 La la la la....

Other 'Dushman (1998)' Songs:
1: Aawaaz Do Hamako Hum Kho Gaye
2: Pyaar Ko Ho Jaane Do
3: Chitthi Na Koyi Sandes


Hindi Lyrics By Movie Title

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z