Hindi Lyrics > Fast Forward > Nam Nigaahon Se Aansu Na Aaj Hum Chhalakaayenge

 

fast forward Following is the lyrics of 'Nam Nigaahon Se Aansu Na Aaj Hum Chhalakaayenge' song from hindi movie 'Fast Forward'.

 

Song
: Nam Nigaahon Se Aansu Na Aaj Hum Chhalakaayenge
Movie
: Fast Forward
Singer(s)
: Kunal Ganjawala
Music By
: Akbar Sami
Lyricist(s)
: Shabbir Ahmed, Irshad Kamil

Nam Nigaahon Se Aansu Na Aaj Hum Chhalakaayenge Lyrics from Fast Forward



 (Nam nigaahon se aansu na aaj hum chhalakaayenge
 Tum bhi na rona khud ko bhi yaar hum samjhaayenge) - (2)
 Bichhadana tha hamein ik din, abb jina hai tere bin
 Tanaha jindagi saari yaadon mein gujaarake
 (Khaabon mein pyaar deke, yaadon mein pyaar leke
 Khush hai jindagi tumase raahon ke yeh khaar leke) - (2)
 
 Khaabon mein....
 
 Teri thi kami teri hai kami, tu milake bhi na mil saka
 Tera hai juda mera hai juda ik hoke bhi abb raasta
 Shehar ik hai jagah ik hai manjil ka pata ik hai
 Abb na hogi woh manjil, na woh din bahaar ke
 (Khaabon mein pyaar deke, yaadon mein pyaar leke
 Khush hai jindagi tumase raahon ke yeh khaar leke) - (2)
 
 Na main bewafa na tu bewafa, yeh sama bewafa ho gaya
 Na main hoon khafa na tu hai khafa, ha khuda hi khafa ho gaya
 Asar kaisa dawa kaisi, hinto pe duwa kaisi
 Maage kya khuda se hum chaahat mein yuun haar ke
 (Khaabon mein pyaar deke, yaadon mein pyaar leke
 Khush hai jindagi tumase raahon ke yeh khaar leke) - (2)

Other 'Fast Forward' Songs:
1: Nam Nigaahon Se Aansu Na Aaj Hum Chhalakaayenge
2: Dil Mein Junoon Josh Bhi Jawaan Hai
3: Aankhon Ki Baat Ho Aankhon Ke Saath Ho
4: Rangli Si Rangli Raatein
5: Tum Jo Mile Toh


Hindi Lyrics By Movie Title

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z