Hindi Lyrics > Kaun Apna Kaun Paraaya > Kaun Apna Kaun Paraya

 

kaun apna kaun paraaya Following is the lyrics of 'Kaun Apna Kaun Paraya' song from hindi movie 'Kaun Apna Kaun Paraaya'.

 

Song
: Kaun Apna Kaun Paraya
Movie
: Kaun Apna Kaun Paraaya
Singer(s)
: Mohammad Rafi
Music By
: Ravi

Kaun Apna Kaun Paraya Lyrics from Kaun Apna Kaun Paraaya



 Kaun apna kaun paraya - (2)
 Duneeya kaa yeh bhed abhee tak koyee samajh nahee paya
 
 Jivan kee naiya me sabhee hain rahee ik manjil ke
 Inhee me mann ke mit milenge, inhee me dushman dil ke
 Kisee ke dil me bharee hai nafarat kisee me pyar kee maya
 Kaun apna........
 
 Bichhade log bhee mil jate hain kabhee kabhee jivan me
 Khushee kee lehare bhee uthatee hain kisee ke dukhiya mann me
 Kabhee kisine khoya jag me, kabhee kisine paya
 Kaun apna........
 
 Koyee murakh banke begana apano ko thukaraye
 Koyee kisee kee khushee ke karan raste se hat jaye
 Koyee kinara chhod ke dhundhe tufano kaa saya
 Kaun apna........


Other 'Kaun Apna Kaun Paraaya' Songs:
1: Jara Sun Hasina Ai Najanin
2: Kaun Apna Kaun Paraya


Hindi Lyrics By Movie Title

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z