Hindi Lyrics > Koi Aap Sa > Kabhee Na Sakun Aaya, Kabhee Na Karar Aaya

 

koi aap sa Following is the lyrics of 'Kabhee Na Sakun Aaya, Kabhee Na Karar Aaya' song from hindi movie 'Koi Aap Sa'.

 

Song
: Kabhee Na Sakun Aaya, Kabhee Na Karar Aaya
Movie
: Koi Aap Sa
Singer(s)
: Alka Yagnik, Udit Narayan
Music By
: Himesh Reshammiya
Lyricist(s)
: Sameer
Translation
: Available

Kabhee Na Sakun Aaya, Kabhee Na Karar Aaya Lyrics from Koi Aap Sa



 Jane hai kitana bechain mann, jane hai kaisa devanapan, devanapan
 Kabhee na sakun aaya, kabhee na karar aaya
 Jab se hai tum pe, (mujko pyar aaya -2)
 Kabhee na sakun aaya, kabhee na karar aaya
 Jab se hai tum pe mujko pyar aaya, pyar aaya
 
 Too tassvur me mere toh hee baato me
 Too afsane me mere, too hee yaado me
 Kabhee na sakun aaya, kabhee na karar aaya
 Jabse hai tumpe (mujhko pyar aaya -2)
 Bekararee bharee kab kese ya dil na samaj na paye
 Badla badla lage yai alam anjana nasha chaye
 
 Tehri jamee tehara hai pal, mann me machee kyun halchal
 Sub kuchh alag sa lagne laga, yeh dard kesa jagne laga jagne laga
 Kabhee na sakun aaya kabhee na karar aaya
 Jab se hai tumpe mjko pyar aaya
 
 Dil lagee dil lagee me kaise mai khud ko bhula baithee
 Mene toh kuchh na socha samja sapne bhee saja baithee
 
 Abb ko bas chalta nahee, ik lamha dhalta nahee
 Chubhane lagee kyu yeh duriya, koyee na jane majburiya majburiya
 (Kabhee na sakun aaya, kabhee na karar aaya
 Jab se tumpe mujko pyar aaya) - (2)
 Pyar aaya - (4)

Other 'Koi Aap Sa' Songs:
1: Tere Dil Ka Mere Dil Se
2: Aadat Ho Chukee Hain Teree
3: Bandh Mere Pairo Me Payaliya
4: Kabhee Na Sakun Aaya, Kabhee Na Karar Aaya
5: Duneeya Me Na Koyee Aap Sa
6: Sine Me Dil Dil Me Dhadkan


Hindi Lyrics By Movie Title

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z