Hindi Lyrics > Fareb - Twisted Love > Jau Kaha Tere Bina

 

fareb - twisted love Following is the lyrics of 'Jau Kaha Tere Bina' song from hindi movie 'Fareb - Twisted Love'.

 

Song
: Jau Kaha Tere Bina
Movie
: Fareb - Twisted Love
Singer(s)
: Udit Narayan, Shraddha Pandit
Music By
: Anu Malik
Lyricist(s)
: Sayeed Quadri

Jau Kaha Tere Bina Lyrics from Fareb - Twisted Love



 Jau kaha, jau kaha, jau kaha tere bina
 Bahon me teree, aankho me teree, sanson me teree jina
 
 (Dil jalaya toh kabhee khud ko mitaya hain
 Tab kabhee jake sanam aapko paya hain) - (4)
 
 Dhadakta hain dil kyon meraa tere samane
 Hote hain jab ham aamane samane
 Mai bhee toh yeh janu, kyon aaisa meraa hal hain
 Kyon lagee hu dil mai apna thamane
 Mohabbat me yeh hota hee hain
 Hasta hain dil rota bhee hain, jao jao jao aaise naa darao
 Rab kee taraj tujhe dil mai basaya hain
 Tab kabhee jake sanam aapko paya hain
 Dil jalaya toh kabhee khud ko mitaya hain
 Tab kabhee jake sanam aapko paya hain
 
 Jau kaha, jau kaha, jau kaha tere bina
 Bahon me teree, aankho me teree, sanson me teree jina
 
 Kasam kha rahe hain kasam kee kasam
 Honge naa juda tumse sanam
 Tujhe yad karte hain saree saree rat ham
 Tere inn baton pe mar meetey hain ham
 Din subah sham ek ho gaya
 Jabse too meree mai teraa ho gaya
 Kahee bhee naa jao mere pass aao
 Badee mannato se khuda ko manaya hain
 Tab kabhee jake sanam aapko paya hain
 Dil jalaya toh kabhee khud ko mitaya hain
 Tab kabhee jake sanam aapko paya hain
 
 Jau kaha, jau kaha, jau kaha tere bina
 Bahon me teree, aankho me teree, sanso
 
 Dil jalaya hee kabhee khud ko mitaya hain
 Tan kahee jake sanam aapko paya hain


Other 'Fareb - Twisted Love' Songs:
1: Baras Jaa Aye Badal
2: Jau Kaha Tere Bina
3: Pehle Se Abb Woh Din Hain
4: Sham Aayegee, Toh Suraj Bhee Yeh Ghar Jayega
5: Subah Bhee Bekarar Hain, Shame Bhee Bekarar


Hindi Lyrics By Movie Title

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z