Hindi Lyrics > Yes Boss > Jata Hai Tu Kaha

 

yes boss Following is the lyrics of 'Jata Hai Tu Kaha' song from hindi movie 'Yes Boss'.

 

Song
: Jata Hai Tu Kaha
Movie
: Yes Boss
Singer(s)
: Abhijeet, Lalit Pandit
Music By
: Jatin Pandit, Lalit Pandit
Lyricist(s)
: Javed Akhtar
Translation
: Available

Jata Hai Tu Kaha Lyrics from Yes Boss



 Jata hai tu kaha
 Jata hai tu kaha
 Jata hai tu kaha re baba jata hai tu kaha
 Sun pyare sun pyare
 Ruk jare ruk jare
 Duniya ke bade tedhe ye raste
 Khatre hi khatre hai tere vaste
 Jata hai tu kaha
 Jata hai tu kaha re baba jata hai tu kaha
 
 Duniya me
 Aajkal aisi bhi lut hai
 Kaha ye ko pyar hai samjho to jhuth hai
 Dekh tu lutane laga
 Tera hath hai kiske hatho me
 Jata hai tu kaha
 Jata hai tu kaha re baba jata hai tu kaha
 
 Pyar ka jo karte hai shor dhyan hai tera jinki or
 Aa mai batau kaun hai vo raat me daku din me chor
 Jata hai tu kaha
 Jata hai tu kaha re baba jata hai tu kaha
 
 Hath jodu tere padu tere paiya
 Chhod ke na ja mujhe chhod ke meri baiya
 Sun le meri arj o sajnva
 Puche tose mera manva
 Jane vale ye to bata - 2
 Jata hai tu kaha
 Jata hai tu kaha re baba jata hai tu kaha
 
 Jaan le tu jo baat kahu isaro me
 Bikte hai iman yaha bazaro me
 Anjane tu na jane koi jal phaila teri raho me
 Koi baat hai teri bato me
 Tu ye jaan le bato bato me
 Jata hai tu kaha
 Jata hai tu kaha re baba jata hai tu kaha
 
 Faisla tujhko aaj karna hai dub jana hai ya ubharna hai
 Us taraf jhuth hai dikhava hai
 Is taraf pyar ka bulava hai
 Us taraf lalchi nigahe hai
 Is taraf mere dil ki rahe hai
 Jata hai tu kaha
 Jata hai tu kaha re baba jata hai tu kaha
 Sun pyare sun pyare
 Ruk jare ruk jare
 Duniya ke bade tedhe ye raste
 Khatre hi khatre hai tere vaste
 (Jata hai tu kaha
 Jata hai tu kaha re baba jata hai tu kaha) - (2)

Other 'Yes Boss' Songs:
1: Chand Tare Tod Lau
2: Chudi Baji Hai Kahi Door
3: Ek Din Aap Yu Hamko
4: Jata Hai Tu Kaha
5: Mai Koi Aisa Geet Gau
6: Suniye To Rukiye To


Hindi Lyrics By Movie Title

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z