Hindi Lyrics > Happy Ending > Haseena Tu Kamina Mein

 

happy ending Following is the lyrics of 'Haseena Tu Kamina Mein' song from hindi movie 'Happy Ending'.

 

Song
: Haseena Tu Kamina Mein
Movie
: Happy Ending
Singer(s)
: Rahul Pandey, Shruti Pathak, Siddharth Basrur
Music By
: Jigar Saraiya, Sachin Sanghvi
Lyricist(s)
: Amitabh Bhattacharya

Haseena Tu Kamina Mein Lyrics from Happy Ending



 (Haseena tu kamina mein haseena tu kamina mein 
 Hai mausam tu mahina main haseena tu kamina mein) - 2
 Dekhu main tujhe har ek modd pe nazar aaye kimati nageena
 Ek pe magar theharta kidhar tu aisa casanova kamina 
 Oye itana boora bhi nhi hai kamina agar pehchan le jo tu
 (Haseena tu kamina mein haseena tu kamina mein 
 Hai mausam tu mahina main haseena tu kamina mein) - 2
 
 O o o manimaniyaan o o o beyemaniyaan
 Teri khata hai haseenno ko patta hai
 Dont you know dont you know
 Phir bhi dil apana deewano se uljhana
 Haseeno ki ada hai mujhe bhi patta hai
 Dont you know dont you know
 Jabhi naa tu tabhi naa mein - 2
 Kamina tu haseena mein kamina tu haseena mein 
 
 Yeh.. nazadikiyaan yeh.. badamaishyaan
 Jo soche dil tera nahi ho payegaa
 Dont you know dont you know
 Jo taarif mein to baaten karun
 Bhala sa dil tera pighal hi jayegaa
 Dont you know dont you know
 Haseena tu kamina mein haseena tu kamina mein 
 Hai mausam tu mahina main haseena tu kamina mein
 Dekhu main tujhe har ek modd pe nazar aaye kimati nageena
 Ek pe magar theharta kidhar tu aisa casanova kamina 
 Oye itana boora bhi nhi hai kamina agar pehchan le jo tu
 (Haseena tu kamina mein haseena tu kamina mein 
 Hai mausam tu mahina main haseena tu kamina mein) - 2

Other 'Happy Ending' Songs:
1: Haseena Tu Kamina Mein
2: Khamma Ghani
3: Mileya Mileya
4: Jaise Mera Tu
5: Nacho Saare G Phaad Ke


Hindi Lyrics By Movie Title

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z