Hindi Lyrics > Yeh Khula Aasmaan > Har Ghadi

 

yeh khula aasmaan Following is the lyrics of 'Har Ghadi' song from hindi movie 'Yeh Khula Aasmaan'.

 

Song
: Har Ghadi
Movie
: Yeh Khula Aasmaan
Singer(s)
: Kunal Ganjawala
Music By
: Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Lyricist(s)
: Ravi Chopra

Har Ghadi Lyrics from Yeh Khula Aasmaan



 Har ghadi ek naya inteha zindagi
 Chahti hai tu kya sach bata zindagi
 Ho gayi bewaja kyun khafa zindagi
 Chahti hai tu kya sach bata zindagi
 Dil mein sau uljhane
 Hai pareshan sar hum samajh na sake
 Hai ye kaisa hai shehar
 Raat kho bhi yaha raat soti nahi
 Din nikalte hai par subah ho thi nahi
 Humko le aayi tu ye kaha zindagi
 Chahti hai tu kya sach bata zindagi
 
 Har ghadi ek naya inteha zindagi
 Chahti hai tu kya sach bata zindagi
 Hum ne paya hai kya aur kya kho diya
 Sochne aaj baithe toh dil ro diya
 Raha jin jugnu ne dikhayi hume
 Ya tu jano mein unpe na aayi hume
 
 Hum se kyun ho gayi ye khada zindagi
 Chahti hai tu kya sach bata zindagi
 Har ghadi ek naya
 Inteha zindagi chahti hai tu kya
 Sach bata zindagi
 Laksh kya hai tera sirf ye jaan le
 Jeetna hai tujhe dil mein yeh tan le
 
 Badalon pe tumhe apne nisha chod de
 Aaj tu in hawaon ka rukh mod de
 Kar kare ke udanon pe teri ghuma
 Yeh khula aasmaan - 3
 Yeh khula
 Aasmaan


Other 'Yeh Khula Aasmaan' Songs:
1: Ur Fur Kar
2: Aari Aari
3: Tum Mile
4: Har Ghadi
5: Zindagi Bhi Patang Hai


Hindi Lyrics By Movie Title

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z