Hindi Lyrics > Kismat (New) > Ham Hain Masta Maula

 

kismat (new) Following is the lyrics of 'Ham Hain Masta Maula' song from hindi movie 'Kismat (New)'.

 

Song
: Ham Hain Masta Maula
Movie
: Kismat (New)
Singer(s)
: Abhijeet, Alka Yagnik
Music By
: Anand Raj Anand
Lyricist(s)
: Dev Kohli

Ham Hain Masta Maula Lyrics from Kismat (New)



 (Ham hain masta maula -2, apni dhun me hain magan
 Dil ke badshah) - (2)
 Jare ja mohbbat teree kya hakikat
 Kab kya rang dikhaye kisko kya pata
 Ek najar idhar bhee dekh yar pyar kar
 Dil diya hain tujhko maine aitbar kar
 
 Arey yar tony ek sher yad aaya, sunau, chal suna
 Aap kee nigah ne kaha toh kuchh jarur hain
 Meraa dil machal gaya toh meraa kya kasur hain
 Wah wah kya bat hain
 Arey golee kyo golee de raha hain yar
 Yeh toh kisee picture ka gana hain mere dost
 Too original sun aa meraa original, suna
 
 Maikashee pe iss kadar kyo aapko garur hain
 Hamko dekhiye hajur bin piye sarur hain
 Hay kya bat hain kya bat hain, mar gaya
 
 (Aap kee nigah ka asar hain yeh
 Yake maikashee ka yeh khumar hain) - (2)
 Hamko aaisa lag raha hain jane kyo
 Ke aapko bhee hamse bahut pyar hain
 Hamne bat aaj tumse kehni thee yahee
 Kabse dhundte the magar tum mile nahee
 Ham hain mast maula -2, apni dhun me hain magan
 Dil ke badshah
 
 Aye sun ek naya sher sun aa sharab ke upar hain
 Acha suna re, meraa apna hain
 Kabhee maikhane tak jate hain aur kam hee pite hain
 Ghata julfo kee cha jaye toh bemausam bhee pite hain
 Arey abhee toh wah bol
 Arey phir se golee de raha hain yar
 Yeh toh pankaj udhas kee ghajal hain
 Arey yar har bar pakad leta hain too
 Chal too meraa sun ekdum original hain ekdum, suna
 Jo anthi ke adde par jate hain woh kam kyo pite hain
 Yeh kaise bewde hain jo peg gin gin ke pite hain
 
 Aapke bina na jee sakenge ham, bat yahee sach hain man lijiye - (2)
 Bebasee hamaree jan lijiye, usake bad chahe jan lijiye
 Kaisee bebasee hain aapko hain kaisa gam
 Ham bhee aapke hain dil bhee aapka sanam
 Ham hain masta maula -2, apni dhun me hain magan
 Dil ke badshah
 Ja re ja mohbbat teree kya hakikat
 Kab kya rang dikhaye kisko kya pata
 Ek najar idhar bhee dekh yar pyar kar
 Dil diya hain tujhko maine aeitbar kar

Other 'Kismat (New)' Songs:
1: Bichi Padi Hain Aashiqui
2: Dil Teree Divangee Me Kho Gaya Hain
3: Ham Hain Masta Maula
4: Mahee Mahee Mahee Mainu Challa Pawan De
5: Sajna Se Milne Jana Pada Haye


Hindi Lyrics By Movie Title

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z