Hindi Lyrics > Daaera > Devata Tum Ho Meraa Sahara

 

daaera Following is the lyrics of 'Devata Tum Ho Meraa Sahara' song from hindi movie 'Daaera'.

 

Song
: Devata Tum Ho Meraa Sahara
Movie
: Daaera
Singer(s)
: Mubarak Begum, Mohammad Rafi
Music By
: Jamal Sen
Lyricist(s)
: Kaif Bhopali

Devata Tum Ho Meraa Sahara Lyrics from Daaera



 Dal dee mai ne jal thal me nayya
 Jagana ho toh jago khevayya - (2)
 
 Devata tum ho meraa sahara, maine thama hai daman tumhara - (2)
 
 Tham lo apnee radha ko bhagawan, ruk naa jaye kahee dil kee dhadkan
 Yeh naa kahane lagee koyee birahan, munh chhupakar sanwariya ne mara
 Devata tum ho meraa sahara
 Devata tum ho meraa sahara, maine thama hai daman tumhara
 
 Mere naino ko tum aise paye, do ghadee mujhko nindiya naa aaye
 Meree aankho se aankho ladaye, dubata hai savere kaa tara
 Devata tum ho meraa sahara
 Devata tum ho meraa sahara, maine thama hai daman tumhara
 
 Rain bharee hai gehra andhera, hath ley lo tum hatho me meraa
 So gaye mandiro key pujaree, gunjati hai muraliya tumharee - (2)
 Aatma jhumatee hai hamaree, dil khincha ja raha hai hamara
 Devata tum ho meraa sahara
 Devata tum ho meraa sahara, maine thama hai daman tumhara - (2)
 
 Chhod kar mai naa bhagavan ko jau, rat bhar yu hee jagu jagau
 Git ga ga key rou rulau
 Yeh vachan lu key mai hu tumhara - (2)
 Mai hu tumhara, yeh vachan lu key mai hu tumhara - (2)
 Mai hu tumhara


Other 'Daaera' Songs:
1: Aansu Toh Nahee Hain Aankho Me
2: Devata Tum Ho Meraa Sahara


Hindi Lyrics By Movie Title

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z