Hindi Lyrics > Hair Is Falling > Darta Hai Kyun

 

hair is falling Following is the lyrics of 'Darta Hai Kyun' song from hindi movie 'Hair Is Falling'.

 

Song
: Darta Hai Kyun
Movie
: Hair Is Falling
Singer(s)
: Neeraj Sridhar
Music By
: Kamran Ahmed
Lyricist(s)
: Kamran Ahmed

Darta Hai Kyun Lyrics from Hair Is Falling



 Duniya me aake bhi kyu paisa kama ke bhi kyu
 Sab kuch luta ke bhi kyu dar dar ke jita hai kyu
 Khusiya mila ke bhi kyu dar dar ke jita hai kyu
 Sapno me tanha hai kyu
 
 Itana akela hai kyu tanha hai kyu
 Tuta huya hai kyu aata hai jo jata hai kyu
 Duniya me aake bhi kyu paisa kama ke bhi kyu
 Sab kuch luta ke bhi kyu kisi ke jane se darta kyu
 Darta hai kyu aata hai kyu
 Aata hai jo jata hai kyu
 Kal tak jo tera tha usne sath chhoda hai kyu
 Khusiyo ki dhup me gham ka chand nikala hai kyu
 Tanha hai kyu
 Tuta hai kyu manav ke jhadne se darta hai kyu
 Jhuta hai wada hai kyu tuta hai sapna hai kyu
 Duniya se chhupta hai kyu apni hi bahoo me jinda kyu
 
 Kya ho gaya sab mile hai aaj
 Chhod na mera haath sab kho gaya
 Duniya me aake bhi kyu paisa kama ke bhi kyu
 Sab kuch luta ke bhi kyu kisi ke jane se darta kyu
 Darta hai kyu aata hai kyu
 Aata hai jo jata hai kyu


Other 'Hair Is Falling' Songs:
1: Buddhe
2: Darta Hai Kyun
3: Na Samajhna
4: Dilli Ke Deewane


Hindi Lyrics By Movie Title

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z