Hindi Lyrics > Bas Itna Sa Khwab Hai > Chhota Sa Mann Hai, Mann Me Sanam Hai

 

bas itna sa khwab hai Following is the lyrics of 'Chhota Sa Mann Hai, Mann Me Sanam Hai' song from hindi movie 'Bas Itna Sa Khwab Hai'.

 

Song
: Chhota Sa Mann Hai, Mann Me Sanam Hai
Movie
: Bas Itna Sa Khwab Hai
Singer(s)
: Alka Yagnik, Roop Kumar Rathod
Music By
: Aadesh Shrivastava
Lyricist(s)
: Goldie Behl, Mona Alvar

Chhota Sa Mann Hai, Mann Me Sanam Hai Lyrics from Bas Itna Sa Khwab Hai



 Chhota sa mann hai, mann me sanam hai - (2)
 Sanam ek khwab hai -2, khwab hai bas khwab hai
 Khwab hai, khwab hai
 
 Kya yahee ishk hai, kya yahee ishk hai
 Ishk ek behta dariya jo kabhee naa thama
 Ishk ek aisa sapna jo naa hasil huwa
 Gar ishk hai khuda toh khuda dard deta hai kyun - (2)
 Ishk ishk yeh ishk ishk hai, kya yahee hai ishk ishk - (2)
 
 Aa aa aa aa aa..............
 Chhota sa mann hai, mann me sanam hai
 Chhota sa mann hai......
 
 Hmm hmm hmm hmm hmm..................
 Aankho me jo sapna tha, lagta kitna apna tha - (2)
 Dil kee nagree me rehta tha, sanso me phulo sa khilta tha
 Chhota sa mann hai, aa mann me sanam hai
 Chhota sa mann hai......
 
 Ishk patta patjhad kaa jo kahee naa tika
 Ishk aansu aankho kaa jo rukaye naa ruka
 Gar ishk hai khuda toh khuda, dard deta hai kyun - (2)
 Ishk ishk yeh ishk ishk hai, kya yahee hai ishk ishk - (2)
 
 Aa aa aa aa aa..............
 Chhota sa mann hai, mann me sanam hai
 Chhota sa mann hai......
 
 Yeh jindagee kal tere nam thee, khushee kaa paigam thee
 Aaj naa too hai naa teraa sath hai
 Teraa chhoda huwa har lamha pas hai
 Chhota sa mann hai, mann me sanam hai - (2)
 Sanam ek khwab hai -2, khwab hai bas


Other 'Bas Itna Sa Khwab Hai' Songs:
1: Dil Nasheen
2: Jhoomen Yeh Zameen
3: Chhota Sa Mann Hai, Mann Me Sanam Hai
4: Hey Ganga Maiya Too Jana Hame Nahee Re
5: Kuchh Aisa Jahan Ham Banaye
6: Kya Huwa Kaho Naa Kaho
7: Yeh Hawaye Julfo Me Teree Gum Ho Jaye


Hindi Lyrics By Movie Title

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z