Hindi Lyrics > Farishtay > Apna Hai Raaj

 

farishtay Following is the lyrics of 'Apna Hai Raaj' song from hindi movie 'Farishtay'.

 

Song
: Apna Hai Raaj
Movie
: Farishtay
Singer(s)
: Alka Yagnik, Shabbir Kumar
Music By
: Bappi Lahiri
Lyricist(s)
: Anand Bakshi

Apna Hai Raaj Lyrics from Farishtay



 (Apna hai raz phir kahe ka raja raja ka hamne baja diya baja
 Apna hai raz phir kahe ka raja raja ka hamne baja diya baja) - 2
 
 (Cham cham nach uthe hu bandhan tut gaye
 Toot gayi sari janjire hum bhi chut gaye) - 2
 Sar pe pada jab janta ka danda raja ka gussa ho gaya thanda - 2
 Toota mahal rah gaya darwaja raja ka hamne baja diya baja
 Raja ko mil gaya aaj maharaja raja ka hamne baja diya baja
 Apna hai raz phir kahe ka raja raja ka hamne baja diya baja
 
 Humne bahut ki teri gulami barso di hamne tujhko salami - 2
 Wo din gaye ab tu bhi chala ja raja ka hamne baja diya baja
 Raja ko mil gaya aaj maharaja raja ka hamne baja diya baja
 Apna hai raz phir kahe ka raja raja ka hamne baja diya baja
 
 Denge tujhe hum sare duaye tu leke aaya thandi hawaye - 
 Banke tu badal basti pe chha ja raja ka hamne baja diya baja
 
 Pahle watan uske bad sab hai kaisi gulami sab azad hai - 
 Logo suno ye khabar ek taja raja ka hamne baja diya baja
 Raja ko mil gaya aaj maharaja raja ka hamne baja diya baja
 Apna hai raz phir kahe ka raja raja ka hamne baja diya baja

Other 'Farishtay' Songs:
1: Apna Hai Raaj
2: Laaz Ki Mari
3: Thode Se Farishtay
4: Tere Bina Jag Lagta Hai Suna
5: Bhai Behan Ka Pyar


Hindi Lyrics By Movie Title

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z