Hindi Lyrics > Faraib (1983) > Apane Liye Hi Jina Kya Jina

 

faraib (1983) Following is the lyrics of 'Apane Liye Hi Jina Kya Jina' song from hindi movie 'Faraib (1983)'.

 

Song
: Apane Liye Hi Jina Kya Jina
Movie
: Faraib (1983)
Singer(s)
:

Apane Liye Hi Jina Kya Jina Lyrics from Faraib (1983)



 Hey ha
 Apane liye hi jina kya jina, sun le o pyaare sun le haseena
 Kisi ke dil ko jo de de sahaara, tufaam mein aa jaaye banake kinaara
 Jarra bhi ho woh toh ban jaaye taara
 Chamake banake nagina ho o o o o......
 Apane liye hi jina kya jina, sun le o pyaare sun le haseena
 
 Tune jamaane jode khajaane, tute dilon ko na joda - (2)
 Dariya ka paani kam toh na hoga pyaasa jo pi lega thoda
 Pyaar kama kabhi pyaar bana kabhi tu bhi kuchh karke dikha
 Ho o o o apane liye hi jina kya jina, sun le o pyaare sun le haseena
 
 Thoda gagan ko niche jhuka do dharati ko thoda utha do - (2)
 Jine ka mauka de de sabhi ko deewaarein dil se hata do
 Na ho kahin ghum na ho jyaadasukh dukh bate iss tarah
 O o o o apane liye hi jina kya jina, sun le o pyaare sun le haseena
 Kisi ke dil ko jo de de sahaara, tufaam mein aa jaaye banake kinaara
 Jarra bhi ho woh toh ban jaaye taara
 Chamake banake nagina ho o o o o......
 Apane liye hi jina kya jina, sun le o pyaare sun le haseena - (2)

Other 'Faraib (1983)' Songs:
1: Yeh Mausam Pyaar Ka
2: Baandhon Nahi Rasmon Se
3: Sod Maajha Haath Mala Pine De
4: Kabhi Toh Aayega Laut Ke Mera Pyaar
5: Apane Liye Hi Jina Kya Jina


Hindi Lyrics By Movie Title

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z