Hindi Lyrics > Jaanam > Aawara Kehta Tha Mujhe Yeh Jahan

 

Following is the lyrics of 'Aawara Kehta Tha Mujhe Yeh Jahan' song from hindi movie 'Jaanam'.

 

Song
: Aawara Kehta Tha Mujhe Yeh Jahan
Movie
: Jaanam
Singer(s)
: Udit Narayan

Aawara Kehta Tha Mujhe Yeh Jahan Lyrics from Jaanam



 (Iss tarah pyar se tumne dekha sanam
 Kya kahe kya huwa, ham rahe abb na ham
 Tumhara kya gaya, hamara dil gaya
 Ke abb dil ko sanam kahan dhundenge ham) - (2)
 Iss tarah pyar se
 Na ham jante tumhe, na pehchante ho tum
 Yeh achchha nahee hai jo kiye tumne hosh gum
 Tumhe yeh khabar hai kya yeh darde jigar hai kya
 Badee khub dillagee mere sath tumne kee
 Tumhara kya gaya, hamara dil gaya
 Ke abb dil ko sanam kahan dhundenge ham
 Iss tarah pyar se
 Tumhare bina hamen na abb chain aayega
 Hamara khayal toh tumhe bhee satayega
 Yehi sach hai man lo, na yu imtahan lo
 Juda hoke jao na, ke abb ajmao na
 Tumhara kya gaya, hamara dil gaya
 Ke abb dil ko sanam kahan dhundenge ham
 Iss tarah pyar se tumne dekha sanam
 Kya kahe kya huwa, ham rahe abb na ham
 Tumhara kya gaya, hamara dil gaya
 Ke abb dil ko sanam kahan dhundenge ham
 Iss tarah pyar se tumne dekha sanam
 Hm hm hm hm hm.......

Other 'Jaanam' Songs:
1: Mujhe Pyaar Hai Sirf Tumse
2: Dil Ka Aawaarapan
3: Aawara Kehta Tha Mujhe Yeh Jahan
4: Mai Jise Pyar Samajh Baitha
5: Pyar Kaa Matlab Samjhegee Woh
6: Teree Inn Adaon Ne
7: Yeh Jivan Pyar Se Bhar Do Tum


Hindi Lyrics By Movie Title

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z