Hindi Lyrics > Hanuman Returns > Aasmaan Ko Chhukar Dekha

 

hanuman returns Following is the lyrics of 'Aasmaan Ko Chhukar Dekha' song from hindi movie 'Hanuman Returns'.

 

Song
: Aasmaan Ko Chhukar Dekha
Movie
: Hanuman Returns
Singer(s)
: Daler Mehndi
Music By
: Tapas Relia

Aasmaan Ko Chhukar Dekha Lyrics from Hanuman Returns



 (Aasmaan ko chhukar dekha, taaron ki gali sawaari
 Chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari) - 2
 
 (Aasmaan ko chhukar dekha, taaron ki gali sawaari
 Chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari) - 2
 Kya karoon aur kya nahin, baat kisi se kahi nahin
 Mauj masti ki aadat meri bachpan se gayi nahin
 
 Paagalpan yeh kaisa hai, ?? jaisa taisa hai
 Soch ki najakat hai, thodi si sharaarat hain
 Tedha yeh saamaan kyun, aafat mein jaan kyun hai
 Mach raha bawaal kyun hai, ulta yeh dimaag kyun hain
 (Aasmaan ko chhukar dekha, taaron ki gali sawaari
 Chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari) - 2
 
 Yeh yeh yeh aankh micholi, chor daaku bhooth kohli
 Bum bum bajarang bali, mahabali mahabali
 Khalbali hi khalbali dekho hai ho chali
 Dhrati saagar taare ?? ?? hi pyaar
 (Aasmaan ko chhukar dekha, taaron ki gali sawaari
 Chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari) - 2
 
 Kya karoon aur kya nahin baat kisi se kahin nahin
 Mauj masti ki aadat meri bachpan se gayi nahin
 
 (Aasmaan ko chhukar dekha, taaron ki gali sawaari
 Chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari) - 2

Other 'Hanuman Returns' Songs:
1: Aasmaan Ko Chhukar Dekha
2: Peth Hai Ya Black Hole
3: Dhaam Dhoom Dhadaam Dhishum Dhishum
4: Hanuman Chalisa


Hindi Lyrics By Movie Title

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z