Hindi Lyrics > Aashiq Banaya Aapne > Aashiq Banaya Aapne

 

aashiq banaya aapne Following is the lyrics of 'Aashiq Banaya Aapne' song from hindi movie 'Aashiq Banaya Aapne'.

 

Song
: Aashiq Banaya Aapne
Movie
: Aashiq Banaya Aapne
Singer(s)
: Himesh Reshammiya, Shreya Ghoshal
Translation
: Available

Aashiq Banaya Aapne Lyrics from Aashiq Banaya Aapne



 O o...
 (Aashiq banaya - 3 aapne ) - 2
 (Tere bin suni suni hain baahein
 Teri bin pyaasi pyaasi nigaahein
 Tere bin bin asar meri aahein) - 2 
 Tere bin
 
 (Tere bin lamha lamha sataye
 Tere bin bekarari jalaaye
 Tere bin chain mujhko naa aaye) - 2 
 Tere bin
 
 (Meri nigaaho mein tera chehra rawaa hain
 Gehre hain armaan jaane ja paagal samaa hain ) - 2
 (Apni daayre se toh main chutne lagi hu
 Tere baajuo mein aake tootne lagi hu ) -2
 Tere bin jeena nahi hain gawara
 Tere bin dil ka nahi hain gujara
 Tere bin kaun apna sahaara
 (Aashiq banaya - 3 aapne ) - 2
 
 (Bechainiyo ka faaslo ka silsila hain
 Dardejigar ka yeh sabab hamko mila hain ) - 2
 (Betaabiyo ne hamko chur kar diya hain 
 Pass aane pe majboor kar diya hain ) - 2
 Tere bin raat kat ti nahi hain
 Tere bin pyas mit ti nahi hain
 Tere bin duri ghat ti nahi hain 
 (Aashiq banaya - 3 aapne ) - 2

Other 'Aashiq Banaya Aapne' Songs:
1: Aashiq Banaya Aapne
2: Aapki Kashish Sarfarosh Hain
3: Dillagi Me Jo Bit Jaye Jindagi Hain
4: Dil Ke Jaha Me Ek Aag Si Lagi Hain
5: Mar Jawa, Mit Jawa, Mar Jawa


Hindi Lyrics By Movie Title

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z