Hindi Lyrics > Dekh Bhai Dekh > Aankhon Mein Kyun Nami Hai

 

dekh bhai dekh Following is the lyrics of 'Aankhon Mein Kyun Nami Hai' song from hindi movie 'Dekh Bhai Dekh'.

 

Song
: Aankhon Mein Kyun Nami Hai
Movie
: Dekh Bhai Dekh
Singer(s)
: Rahat Fateh Ali Khan, Rajab Ali
Music By
: Shahbaad Bhartiya, Nayab Raja, Abuzar-Prem Anand
Lyricist(s)
: Rashid Firozabadi, Dr. Moauzzam Azam, Sanjay Mishra

Aankhon Mein Kyun Nami Hai Lyrics from Dekh Bhai Dekh



 Aankhon mein kyun nami hai, jindagi mein kuchh kami hai - (2)
 Sune dil ki kyun abb toh yeh jameen hai
 Mere maula kyun bebas abb hamin hai
 Aankhon mein kyun nami hai
 
 Dil mein reh gayi saari khwaaishein
 Sehara lage jahaan sukun abb hamaara kho gaya
 Nainon se o rahi ashqon ki baarishein
 Chain abb hai kahaana juda saara aalam ho gaya
 Raaste kyun nahi hai, manjilein na kahin hai
 Aankhon mein kyun nami hai
 
 Tutake bikhari abb toh har khushi, jina lage saja
 Thukaraaya kyun sabne hamein
 Dekhe the khwaab jo ujade hai aaj woh
 Apane huye khafa kaise bataau main tumhe
 Dhadkane kyun thami hai, kho gayi abb hansi hai
 Aankhon mein kyun nami hai, jindagi mein kuchh kami hai
 Sune dil ki kyun abb toh yeh jameen hai
 Mere maula kyun bebas abb hamin hai
 Aankhon mein kyun nami hai

Other 'Dekh Bhai Dekh' Songs:
1: Kaanha De Do Sharan
2: Dekh Bhai Dekh
3: Baawari Hoon Main Apani Dhun Mein
4: Aankhon Mein Kyun Nami Hai
5: Phulon Se Tu Rang Churaale
6: Sapane Bhaye Hain Bairi Balam Ji
7: Ladi Re Ladi Najariya


Hindi Lyrics By Movie Title

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z