Hindi Lyrics > Badmaash > Aamchi Mumbai

 

badmaash Following is the lyrics of 'Aamchi Mumbai' song from hindi movie 'Badmaash'.

 

Song
: Aamchi Mumbai
Movie
: Badmaash
Singer(s)
: Bali Brahmbhatt, Bansree Sengupta
Music By
: Shyam Sundar
Lyricist(s)
: Satish

Aamchi Mumbai Lyrics from Badmaash



 Raat ko barah baje dil nikalta hai
 Subah ko chhah baje raat hoti hai
 Dariya kinaro wali filmi sitaro wali
 Ye hai aamchi mumbai ye to hai aamchi mumbai
 It is aamchi mumbai aamchi mumbai aamchi mumbai
 
 (O shakuntala kasala ghunghat kela
 O shakuntala lata huna komala) - (2)
 Its party time every night my love my love
 Mumbai
 
 Suraj ke dhalte hi log chopati pe jate
 Maruti ke bona te paw bhaji khate
 Sagar ki lehro me ashik dil se dil milate
 Sapno ki is nagri me sab masti moj udate
 Dilkash najaro wali yaro dildaro wali
 Ye hai aamchi mumbai tum bolo aamchi mumbai
 Hum bole aamchi mumbai
 Raat ko barah baje dil nikalta hai
 Subah ko chhah baje raat hoti hai
 
 Paisa to sabko gora ya kala chahiye
 Udta hai paisa pakadne wala chahiye
 Dil ki har dhadkan me hai lakh arman
 Mumbai jiska naam hai sare hindustan ki jaan
 Ye hai pyar ka khajana isko najar na lagana
 Ye hai aamchi mumbai i say aamchi mumbai
 I love aamchi mumbai aamchi mumbai aamchi mumbai
 Platform number 2 ki gadi
 Sayad plateform number 4 se jayegi
 (Raat ko barah baje dil nikalta hai
 Subah ko chhah baje raat hoti hai) - (2)
 Dariya kinaro wali filmi sitaro wali
 Ye hai aamchi mumbai ye to hai aamchi mumbai
 It is aamchi mumbai aamchi mumbai aamchi mumbai
 Aye auto bandra jayega yes sir to ja


Other 'Badmaash' Songs:
1: Aashik Aashik
2: Aamchi Mumbai
3: Aanchal Dhalne De
4: Hona Tha Jo Ho Gaya Hai
5: Jam Chalkaye Ja
6: Pahle Nahi Thi Kabhi
7: Sari Dunia Kare Preshan
8: Ik Tu Hai Tujhe Parwah Hi Nahi


Hindi Lyrics By Movie Title

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z