Hindi Lyrics > Fida > Aaj Kaho Sanam Jitna

 

fida Following is the lyrics of 'Aaj Kaho Sanam Jitna' song from hindi movie 'Fida'.

 

Song
: Aaj Kaho Sanam Jitna
Movie
: Fida
Singer(s)
: Kumar Sanu, Alka Yagnik

Aaj Kaho Sanam Jitna Lyrics from Fida



 Yeh dil jigar jhuki nazar
 Ae hamsafar chupke se kehne lagi
 Suno zara kahoon main kya
 Meri vafa tumse meri zindagi
 Aaj kaho sanam jitna pyaar karoon tumhe utna - 2
 Hai kasam pyaar ki, muskura do mere sanam
 Chaahatein keh rahi, mujhko de do tum apne gham
 Hai meri aarzoo aise chhup na raho
 Khaamoshi tod do, kuch na kuch to kaho
 Kahan kahan yahan vahan
 Idhar udhar chhaaya tumhaara nasha
 Aaj kaho sanam jitna pyaar karoon tumhe utna - 2
 
 Khwaahishein bolti bekhudi mein kho jaaoon main
 Chain se do ghadi baazuon mein so jaaoon main
 Tumsa koi nahin tum bahut khoob ho
 Tum mera khwaab ho, mere mehboob ho
 Kahan kahan yahan vahan
 Idhar udhar chhaaya tumhaara nasha
 Hua hua asar asar
 Hai kya asar hone lagi main fida
 Aaj kaho sanam jitna pyaar karoon tumhe utna
 
 Aaj kaho sanam jitna pyaar karoon tumhe utna

Other 'Fida' Songs:
1: Aaj Kaho Sanam Jitna
2: Aaja Ve Mahee Ve Soniya
3: Dil Mere Naa Aur Intjar Kar
4: Maine Jisko Chaha Mil Gaya
5: Najar Najar Dhunde Use, Meree Najar


Hindi Lyrics By Movie Title

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z