Hindi Lyrics > Ek Main Aur Ekk Tu > Aahatein

 

ek main aur ekk tu Following is the lyrics of 'Aahatein' song from hindi movie 'Ek Main Aur Ekk Tu'.

 

Song
: Aahatein
Movie
: Ek Main Aur Ekk Tu
Singer(s)
: Karthik, Shilpa Rao
Music By
: Amit Trivedi
Lyricist(s)
: Amitabh Bhattacharya

Aahatein Lyrics from Ek Main Aur Ekk Tu



 Choti choti baatein yunhi aate jaate
 Yaadein sehlaake jaati hain
 Raaton ko sirhaane baasi muskaane
 Mujhko sulaake jaati hai
 Milna nahin hai mumkin itna batao lekin
 Hum phir mile kyun hain
 Tujhko bhulaana paaun tujhko bhulaana paaun
 Yeh silsile kyun hain
 Sab kuch wahi hai par kuch kami hai
 Teri aahatein nahin hai
 Sab kuch wahi hai par kuch kami hai
 Teri aahatein nahin hai nahin hai
 
 Maine nahin jaana tune nahin jaana
 Jaane anjaane jo hua
 Kuch toh hua jo mujhko hua na
 Tujhko magar kyun hua
 Galti nahin hai teri galti nahin hai meri
 Phir bhi gile kyun hain
 Tujhko bhulaana paaun tujhko bhulaana paaun
 Yeh silsile kyun hain
 Sab kuch wahi hai wahi hai par kuch kami hai kami hai
 Teri aahatein nahin hai
 Sab kuch wahi hai par kuch kami hai
 Teri aahatein nahin hai nahin hai nahin hai
 
 (Teri aahatein nahin hai aahatein nahin hai
 Teri aahatein nahin hai) - 2
 Kyun kyun nahin hai


Other 'Ek Main Aur Ekk Tu' Songs:
1: Kar Chalna Shuru Tu
2: Aahatein
3: Aunty Ji
4: Gubbare Gubbare
5: Ek Main Aur Ekk Tu


Hindi Lyrics By Movie Title

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z